Sher
"is zindagi ne saath kisi ka nahin diya kis bevafa se tujh ko tamanna vafa ki hai"
R
Rasool Jahan Begam Makhfi BadayuniRasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
"is zindagi ne saath kisi ka nahin diya kis bevafa se tujh ko tamanna vafa ki hai"
"juda ho mujh se mira yaar ye khuda na kare khuda kisi ke ta.iin dost se juda na kare"
judaa ho mujh se miraa yaar ye khudaa na kare
khudaa kisi ke taiin dost se judaa na kare
is zindagi ne saath kisi kaa nahin diyaa
kis bevafaa se tujh ko tamannaa vafaa ki hai