Sher
kabhi jo khidmat-e-qaumi ka paar leta huun
to muflison ki langoTi utaar leta huun

Raza Naqvi Vahi
kabhi jo khidmat-e-qaumi ka paar leta huun
to muflison ki langoTi utaar leta huun
aap ko jitne qavafi mil sake farhang men
un ko Thunsa la ke ghazlon ki qaba-e-tang men
hai ek baat jo mauzu-e-guftugu banti
mile jo aap to kam-bakht yaad hi na rahi
kabhi jo khidmat-e-qaumi kaa paar letaa huun
to muflison ki langoTi utaar letaa huun
aap ko jitne qavaafi mil sake farhang mein
un ko Thunsaa laa ke ghazlon ki qabaa-e-tang mein
hai ek baat jo mauzu-e-guftugu banti
mile jo aap to kam-bakht yaad hi na rahi