Sher
sajde miri jabin ke nahin is qadar haqir
kuchh to samajh raha huun tire astan ko main

Saghar Nizami
sajde miri jabin ke nahin is qadar haqir
सज्दे मिरी जबीं के नहीं इस क़दर हक़ीर
kafir gesu valon ki raat basar yuun hoti hai
काफ़िर गेसू वालों की रात बसर यूँ होती है
DhunDhne ko tujhe o mere na milne vaale
ढूँढने को तुझे ओ मेरे न मिलने वाले
nazar karam ki faravaniyon pe paDti hai
नज़र करम की फ़रावानियों पे पड़ती है
vo saval-e-lutf par patthar na barsa.en to kyuun
वो सवाल-ए-लुत्फ़ पर पत्थर न बरसाएँ तो क्यूँ
tere naghmon se hai rag rag men tarannum paida
तेरे नग़्मों से है रग रग में तरन्नुम पैदा
sajde miri jabin ke nahin is qadar haqir
kuchh to samajh raha huun tire astan ko main
kafir gesu valon ki raat basar yuun hoti hai
husn hifazat karta hai aur javani soti hai
DhunDhne ko tujhe o mere na milne vaale
vo chala hai jise apna bhi pata yaad nahin
nazar karam ki faravaniyon pe paDti hai
phir apne daman-e-khaki ko dekhta huun main
vo saval-e-lutf par patthar na barsa.en to kyuun
un ko parva-e-shikast-e-kasa-e-sa.il nahin
tere naghmon se hai rag rag men tarannum paida
ishrat-e-ruh hai zalim tiri avaz nahin
sailaab-e-tabassum se darmaan-e-jaraahat kar
TukDe dil-e-bismil ke aaluda-e-khun kab tak
vo savaal-e-lutf par patthar na barsaaein to kyuun
un ko parvaa-e-shikast-e-kaasa-e-saail nahin
dil ki barbaadiyon kaa ronaa kyaa
aise kitne hi vaaqiaat hue
sajde miri jabin ke nahin is qadar haqir
kuchh to samajh rahaa huun tire aastaan ko main
DhunDhne ko tujhe o mere na milne vaale
vo chalaa hai jise apnaa bhi pataa yaad nahin
husn ne dast-e-karam khinch liyaa hai kyaa khuub
ab mujhe bhi havas-e-lazzat-e-aazaar nahin