Sher
"shajar ki yaad rulati hi thi magar ab to jo ashiyan ke barabar tha vo qafas bhi gaya"

Shahabuddin Saqib
"shajar ki yaad rulati hi thi magar ab to jo ashiyan ke barabar tha vo qafas bhi gaya"
"tumhara baagh se jaana bhi ik qayamat hai gulon se khushbu ga.i aur phalon se ras bhi gaya"
shajar ki yaad rulaati hi thi magar ab to
jo aashiyaan ke baraabar thaa vo qafas bhi gayaa
tumhaaraa baagh se jaanaa bhi ik qayaamat hai
gulon se khushbu gai aur phalon se ras bhi gayaa
main shaah kaa kabhi jo musaahib nahin huaa
मैं शाह का कभी जो मुसाहिब नहीं हुआ
ik tire jaane se ye saaraa makaan khaali huaa
इक तिरे जाने से ये सारा मकाँ ख़ाली हुआ
aflaak se TuuTe hue taare pe chale aae
अफ़्लाक से टूटे हुए तारे पे चले आए
safar jab dhuup kaa ho to shajar hi kaam aataa hai
सफ़र जब धूप का हो तो शजर ही काम आता है