Sher
aur kuchh bhi mujhe darkar nahin hai lekin
meri chadar mire pairon ke barabar kar de

Shahid Meer
aur kuchh bhi mujhe darkar nahin hai lekin
और कुछ भी मुझे दरकार नहीं है लेकिन
tujh ko dekha nahin mahsus kiya hai main ne
तुझ को देखा नहीं महसूस किया है मैं ने
shajar ne lahlaha kar aur hava ne chuum kar mujh ko
शजर ने लहलहा कर और हवा ने चूम कर मुझ को
pahle to chhin li miri ankhon ki raushni
पहले तो छीन ली मिरी आँखों की रौशनी
vahi saffak havaon ka sadaf bante hain
वही सफ़्फ़ाक हवाओं का सदफ़ बनते हैं
ganva.e baiThe hain ankhon ki raushni 'shahid'
गँवाए बैठे हैं आँखों की रौशनी 'शाहिद'
aur kuchh bhi mujhe darkar nahin hai lekin
meri chadar mire pairon ke barabar kar de
tujh ko dekha nahin mahsus kiya hai main ne
aa kisi din mire ehsas ko paikar kar de
shajar ne lahlaha kar aur hava ne chuum kar mujh ko
tiri aamad ke afsane suna.e jhuum kar mujh ko
pahle to chhin li miri ankhon ki raushni
phir a.ine ke samne laaya gaya mujhe
vahi saffak havaon ka sadaf bante hain
jin darakhton ka nikalta hua qad hota hai
ganva.e baiThe hain ankhon ki raushni 'shahid'
jahan-panah ka insaf dekhne vaale
ganvaae baiThe hain aankhon ki raushni 'shaahid'
jahaan-panaah kaa insaaf dekhne vaale
rone se aur lutf vafaaon kaa baDh gayaa
sab zaaiqa phalon mein nae paaniyon kaa hai
aur kuchh bhi mujhe darkaar nahin hai lekin
meri chaadar mire pairon ke baraabar kar de
shajar ne lahlahaa kar aur havaa ne chuum kar mujh ko
tiri aamad ke afsaane sunaae jhuum kar mujh ko
pahle to chhin li miri aankhon ki raushni
phir aaine ke saamne laayaa gayaa mujhe
vahi saffaak havaaon kaa sadaf bante hain
jin darakhton kaa nikaltaa huaa qad hotaa hai