das baje raat ko so jaate hain khabren sun kar
aankh khulti hai to akhbar talab karte hain

Shahzad Ahmad
Shahzad Ahmad
Sherशेर
See all 197 →das baje raat ko so jaate hain khabren sun kar
दस बजे रात को सो जाते हैं ख़बरें सुन कर
rahne diya na us ne kisi kaam ka mujhe
रहने दिया न उस ने किसी काम का मुझे
jis ko jaana hi nahin us ko khuda kyuun manen
जिस को जाना ही नहीं उस को ख़ुदा क्यूँ मानें
niind aati hai agar jalti hui ankhon men
नींद आती है अगर जलती हुई आँखों में
paas rah kar bhi na pahchan saka tu mujh ko
पास रह कर भी न पहचान सका तू मुझ को
javaz koi agar meri bandagi ka nahin
जवाज़ कोई अगर मेरी बंदगी का नहीं
Popular Sher & Shayari
394 totalrahne diya na us ne kisi kaam ka mujhe
aur khaak men bhi mujh ko mila kar nahin gaya
jis ko jaana hi nahin us ko khuda kyuun manen
aur jise jaan chuke hon vo khuda kaise ho
niind aati hai agar jalti hui ankhon men
koi divane ki zanjir hila deta hai
paas rah kar bhi na pahchan saka tu mujh ko
duur se dekh ke ab haath hilata kya hai
javaz koi agar meri bandagi ka nahin
main puchhta huun tujhe kya mila khuda ho kar
zabaanein thak chukin patthar hue kaan
kahaani an-kahi thi an-kahi hai
shaayad isi baais huiin patthar miri aankhein
jo kuchh ki mujhe dekhnaa thaa dekh liyaa hai
khalq be-parvaa khudaa bandon se tang aayaa huaa
main akelaa phir rahaa huun hashr ke maidaan mein
ek se manzar dekh dekh kar aankhein dukhne lagti hain
is raste par peD bahut hain aur haraa koi bhi nahin
main sun rahaa huun magar dusron ko kaise sunaaun
jo giit gunjtaa rahtaa hai mere kaanon mein
bharpur nahin hain kisi chehre ke khad-o-khaal
dekhaa nahin vo chaand jo puuraa nazar aae
Ghazalग़ज़ल
raat ki nindein to pahle hi uDaa kar le gayaa
रात की नींदें तो पहले ही उड़ा कर ले गया
dil bahut masruf thaa kal aaj be-kaaron mein hai
दिल बहुत मसरूफ़ था कल आज बे-कारों में है
sukun kuchh to milaa dil kaa maajraa likh kar
सुकून कुछ तो मिला दिल का माजरा लिख कर
khile jo phuul to munh chhup gayaa sitaaron kaa
खिले जो फूल तो मुँह छुप गया सितारों का
chamak chamak ke sitaaro mujhe fareb na do
चमक चमक के सितारो मुझे फ़रेब न दो
kaise guzar sakeinge zamaane bahaar ke
कैसे गुज़र सकेंगे ज़माने बहार के





