Sher
ya tira tazkira kare har shakhs
ya koi ham se guftugu na kare
S
Shakeel Ahmad ZiyaShakeel Ahmad Ziya
ya tira tazkira kare har shakhs
ya koi ham se guftugu na kare
aap ke qurb se pahle mujhe ma.alum na tha
zindagi itni dil-avez bhi ho sakti hai
kya lutf-e-kalam faslon se
siine se lago to baat hogi
yaa tiraa tazkira kare har shakhs
yaa koi ham se guftugu na kare
aap ke qurb se pahle mujhe maalum na thaa
zindagi itni dil-aavez bhi ho sakti hai
kyaa lutf-e-kalaam faaslon se
siine se lago to baat hogi