Sher
hasil hua hai tujh ko mujhi se shu'ur-e-zat
main tera aa.ina huun mira ehtiram kar

Shehla Kaleem
hasil hua hai tujh ko mujhi se shu'ur-e-zat
हासिल हुआ है तुझ को मुझी से शु'ऊर-ए-ज़ात
kuza-gar kis ko mayassar rahi fursat teri
कूज़ा-गर किस को मयस्सर रही फ़ुर्सत तेरी
mo'jizat-e-dast-e-kun dekhne the so ham ne
मो'जिज़ात-ए-दस्त-ए-कुन देखने थे सो हम ने
bazm-e-falak men kaun hai us ki ra'na.i ka mahram-e-raz
बज़्म-ए-फ़लक में कौन है उस की रा'नाई का महरम-ए-राज़
agar main chahun bas ik chaal se ulaT duun bisat
अगर मैं चाहूँ बस इक चाल से उलट दूँ बिसात
shikastagi thi kuchh aisi ki kuza-gar mera
शिकस्तगी थी कुछ ऐसी कि कूज़ा-गर मेरा
hasil hua hai tujh ko mujhi se shu'ur-e-zat
main tera aa.ina huun mira ehtiram kar
kuza-gar kis ko mayassar rahi fursat teri
kyon hamen chaak se 'ujlat men utara tu ne
mo'jizat-e-dast-e-kun dekhne the so ham ne
pattharon pe de maara khud ko a.ina kar ke
bazm-e-falak men kaun hai us ki ra'na.i ka mahram-e-raz
kis ko apne daman-e-dil ke daagh dikha.ega mahtab
agar main chahun bas ik chaal se ulaT duun bisat
mujhe khabar hai kahan kis ne daao khela hai
shikastagi thi kuchh aisi ki kuza-gar mera
bana ke mujh ko baDi der tak udaas raha
haasil huaa hai tujh ko mujhi se shu'ur-e-zaat
main teraa aaina huun miraa ehtiraam kar
kuza-gar kis ko mayassar rahi fursat teri
kyon hamein chaak se 'ujlat mein utaaraa tu ne
mo'jizaat-e-dast-e-kun dekhne the so ham ne
pattharon pe de maaraa khud ko aaina kar ke
agar main chaahun bas ik chaal se ulaT duun bisaat
mujhe khabar hai kahaan kis ne daao khelaa hai
shikastagi thi kuchh aisi ki kuza-gar meraa
banaa ke mujh ko baDi der tak udaas rahaa
ai naqsh-gar yaqin kar achchhaa nahin banaa
laa phir se kaaenaat kaa naqsha banaaun main