Sher
main juda.i ka muqarrar silsila ho ja.unga
vo bhi din aa.ega jab khud se juda ho ja.unga

Subodh Lal Saqi
main juda.i ka muqarrar silsila ho ja.unga
vo bhi din aa.ega jab khud se juda ho ja.unga
ye bhi hua ki filon ke darmiyan milin
mujh ko kahan kahan miri tanha.iyan milin
main judaai kaa muqarrar silsila ho jaaungaa
vo bhi din aaegaa jab khud se judaa ho jaaungaa
ye bhi huaa ki filon ke darmiyaan milin
mujh ko kahaan kahaan miri tanhaaiyaan milin