Sher
chhu bhi leti hai musibat gar miri dahliz ko
ek zarra huun magar chaTTan ho jaata huun main

Sujit Sahgal Haasil
chhu bhi leti hai musibat gar miri dahliz ko
छू भी लेती है मुसीबत गर मिरी दहलीज़ को
rok ke apni aankh ke aansu hans kar us ko rukhsat di
रोक के अपनी आँख के आँसू हँस कर उस को रुख़्सत दी
dekh teri sohbaton ka kya asar aaya hai aaj
देख तेरी सोहबतों का क्या असर आया है आज
un ko har zulm par du'a.en diin
उन को हर ज़ुल्म पर दु'आएँ दीं
yuun imtihan mera lete rahe masa.il
यूँ इम्तिहान मेरा लेते रहे मसाइल
mujh ko joDa hai toD kar khud ko
मुझ को जोड़ा है तोड़ कर ख़ुद को
chhu bhi leti hai musibat gar miri dahliz ko
ek zarra huun magar chaTTan ho jaata huun main
rok ke apni aankh ke aansu hans kar us ko rukhsat di
tab samjhe hain yaaro ham bhi shahna.i kya hoti hai
dekh teri sohbaton ka kya asar aaya hai aaj
ek avara parinda phir se ghar aaya hai aaj
un ko har zulm par du'a.en diin
sabr ki aur intiha kya hai
yuun imtihan mera lete rahe masa.il
ik haath par tha dariya ik haath par tha sahil
mujh ko joDa hai toD kar khud ko
us ne mujh ko bikharta paaya jab
jab ye panne kitaabon ke gal jaaeinge
mol bhi kyaa kahaani ke Dhal jaaeinge
ho gae bebas kai ustaad bhi haalaat se
bik rahi chhup-chhup ke yuun har roz bechaari ghazal
mujh ko joDaa hai toD kar khud ko
us ne mujh ko bikhartaa paayaa jab
rok ke apni aankh ke aansu hans kar us ko rukhsat di
tab samjhe hain yaaro ham bhi shahnaai kyaa hoti hai
dekh teri sohbaton kaa kyaa asar aayaa hai aaj
ek aavaara parinda phir se ghar aayaa hai aaj
un ko har zulm par du'aaein diin
sabr ki aur intihaa kyaa hai