Sher
"gaya qarib jo parvana rah gaya jal kar jamal khaas hadon tak jamal hota hai"

Urooj Zaidi Badayuni
"gaya qarib jo parvana rah gaya jal kar jamal khaas hadon tak jamal hota hai"
"qadam qadam pe main sambhla huun Thokaren kha kar ye Thokaron ne bataya ghalat-ravi kya hai"
"is dilbari ki shaan ke qurban ja.iye ab dil-dahi ko aa.e hain jab dil nahin raha"
is dilbari ki shaan ke qurbaan jaaiye
ab dil-dahi ko aae hain jab dil nahin rahaa
gayaa qarib jo parvaana rah gayaa jal kar
jamaal khaas hadon tak jamaal hotaa hai
qadam qadam pe main sambhlaa huun Thokarein khaa kar
ye Thokaron ne bataayaa ghalat-ravi kyaa hai