ehsan khak-e-sahra pe majnun ka hai bahut
varna falak pe us ka pahunchna muhal tha

Zeeshan Niyazi
Zeeshan Niyazi
Sherशेर
See all 15 →ehsan khak-e-sahra pe majnun ka hai bahut
एहसान ख़ाक-ए-सहरा पे मजनूँ का है बहुत
gulon ki tarah mahakte hain baagh men kanTe
गुलों की तरह महकते हैं बाग़ में काँटे
muddaton khud se mulaqat nahin hoti hai
मुद्दतों ख़ुद से मुलाक़ात नहीं होती है
sau baar TuTne pe bhi haara nahin huun main
सौ बार टूटने पे भी हारा नहीं हूँ मैं
us ne itna kiya nazar-andaz
उस ने इतना किया नज़र-अंदाज़
ab bhi raushan hain buzurgon ki haveli ke charagh
अब भी रौशन हैं बुज़ुर्गों की हवेली के चराग़
Popular Sher & Shayari
30 totalgulon ki tarah mahakte hain baagh men kanTe
ajiib rang men daur-e-bahar aaya hai
muddaton khud se mulaqat nahin hoti hai
raat hoti hai magar raat nahin hoti hai
sau baar TuTne pe bhi haara nahin huun main
miTTi ka ik charagh huun taara nahin huun main
us ne itna kiya nazar-andaz
sab ki nazron men aa ga.e hain ham
ab bhi raushan hain buzurgon ki haveli ke charagh
ham kisi naqsh ko dhundla nahin hone dete
mujh se naaraaz bhi nahin hai vo
aur us ko manaa rahaa huun main
muddaton khud se mulaaqaat nahin hoti hai
raat hoti hai magar raat nahin hoti hai
sau baar TuTne pe bhi haaraa nahin huun main
miTTi kaa ik charaagh huun taaraa nahin huun main
us ne itnaa kiyaa nazar-andaaz
sab ki nazron mein aa gae hain ham
fazaaein raqs mein hain aur baras rahi hai sharaab
kisi ne jaam su-e-asmaan uchhaalaa hai
main din ke ujaale mein tujhe soch rahaa huun
mahsus ye hotaa hai ki kuchh raushni kam hai
Ghazalग़ज़ल
inaayat aap ki kuchh kam nahin hai
इनायत आप की कुछ कम नहीं है
vo khayaalon mein bhi is tarah guzar jaate hain
वो ख़यालों में भी इस तरह गुज़र जाते हैं
hai baqaa ishq ki raahon mein fanaa ho jaanaa
है बक़ा इश्क़ की राहों में फ़ना हो जाना
yuun dekhte ho kyon mujhe nazrein uThaa ke tum
यूँ देखते हो क्यों मुझे नज़रें उठा के तुम
masruf hue itne is aalam-e-faani mein
मसरूफ़ हुए इतने इस आलम-ए-फ़ानी में
vasl ki shab guzar na jaae kahin
वस्ल की शब गुज़र न जाए कहीं





