Shayari
jalte shahron kaa dhuaan aankhon mein ghumaa aksar
yaad aai hai jo guzre hue ayyaam ki baat

Zubair Bahadur Josh
shaam ko subh ki aur subh ko hai shaam ki baat
शाम को सुब्ह की और सुब्ह को है शाम की बात
apne haalaat ki tasvir dikhaaein kaise
अपने हालात की तस्वीर दिखाएँ कैसे
khud hi apni laash uThaaein kab tak aakhir aakhir kab tak
ख़ुद ही अपनी लाश उठाएँ कब तक आख़िर आख़िर कब तक
hamaare saath zamaana hai tum bhi saath chalo
हमारे साथ ज़माना है तुम भी साथ चलो