SHAWORDS

jaise masli hui si chaadar ke — Mehshar Afridi

HomeMehshar AfridiGhazal
"jaise masli hui si chaadar ke shal nikalte nahin muqaddar ke kab vo maidaan-e-jang aaegaa paanv dukhne lage hain lashkar ke Duub kar dekhiye un aankhon mein raaz khul jaaeinge samundar ke pattharon kaa nasib chamkegaa muntazir hain hamaari Thokar ke koi meri tarah chhue to sahi aap bilkul nahin hain patthar ke"
Urdu

جیسے مسلی ہوئی سی چادر کے شل نکلتے نہیں مقدر کے کب وہ میدان جنگ آئے گا پاؤں دکھنے لگے ہیں لشکر کے ڈوب کر دیکھیے ان آنکھوں میں راز کھل جائیں گے سمندر کے پتھروں کا نصیب چمکے گا منتظر ہیں ہماری ٹھوکر کے کوئی میری طرح چھوئے تو سہی آپ بالکل نہیں ہیں پتھر کے

Hindi

जैसे मसली हुई सी चादर के शल निकलते नहीं मुक़द्दर के कब वो मैदान-ए-जंग आएगा पाँव दुखने लगे हैं लश्कर के डूब कर देखिए उन आँखों में राज़ खुल जाएँगे समंदर के पत्थरों का नसीब चमकेगा मुंतज़िर हैं हमारी ठोकर के कोई मेरी तरह छुए तो सही आप बिल्कुल नहीं हैं पत्थर के

jaise maslī huī sī chādar ke
Mehshar Afridi
Mehshar Afridi
Mehshar Afridi
poet47 quotes