main jangalon mein darindon ke saath rahtaa rahaa — Aftab Shamsi
main jangalon mein darindon ke saath rahtaa rahaa
ye khauf hai ki ab insaan na aa ke khaa le koi
Urdu
میں جنگلوں میں درندوں کے ساتھ رہتا رہا
یہ خوف ہے کہ اب انساں نہ آ کے کھا لے کوئی
Hindi
मैं जंगलों में दरिंदों के साथ रहता रहा
ये ख़ौफ़ है कि अब इंसाँ न आ के खा ले कोई

Aftab Shamsi
Aftab Shamsi
poet19 quotes