biThaa ke saamne tum ko bahaar mein pi hai — Anjum Azmi
biThaa ke saamne tum ko bahaar mein pi hai
tumhaare rind ne tauba bhi ru-ba-ru kar li
Urdu
بٹھا کے سامنے تم کو بہار میں پی ہے
تمہارے رند نے توبہ بھی روبرو کر لی
Hindi
बिठा के सामने तुम को बहार में पी है
तुम्हारे रिंद ने तौबा भी रू-ब-रू कर ली

Anjum Azmi
Anjum Azmi
poet28 quotes