na haath suukh ke jhaDte hain jism se apne — Azlan Shah
na haath suukh ke jhaDte hain jism se apne
na shaakh koi samar-baar apni hoti hai
Urdu
نہ ہاتھ سوکھ کے جھڑتے ہیں جسم سے اپنے
نہ شاخ کوئی ثمر بار اپنی ہوتی ہے
Hindi
न हाथ सूख के झड़ते हैं जिस्म से अपने
न शाख़ कोई समर-बार अपनी होती है

Azlan Shah
Azlan shah
poet34 quotes