haar ko jiit ke imkan se bandhe hue rakh
apni mushkil kisi asan se bandhe hue rakh

Azlan Shah
Azlan shah
Sherशेर
See all 15 →haar ko jiit ke imkan se bandhe hue rakh
हार को जीत के इम्कान से बाँधे हुए रख
mujh ko pahchan tu ai vaqt main vo huun jo faqat
मुझ को पहचान तू ऐ वक़्त मैं वो हूँ जो फ़क़त
chupke se guzarte hain khabar bhi nahin hoti
चुपके से गुज़रते हैं ख़बर भी नहीं होती
chand qadmon se ziyada nahin chalne paate
चंद क़दमों से ज़ियादा नहीं चलने पाते
tu baat nahin sunta yahi hal hai phir is ka
तू बात नहीं सुनता यही हल है फिर इस का
tavil umr ki Dheron dua.en bheji hain
तवील उम्र की ढेरों दुआएँ भेजी हैं
Popular Sher & Shayari
30 totalmujh ko pahchan tu ai vaqt main vo huun jo faqat
ek ghalati ke liye arsh-e-barin se nikla
chupke se guzarte hain khabar bhi nahin hoti
din raat bhi kam-bakht javani ki tarah hain
chand qadmon se ziyada nahin chalne paate
jis ko dekho vahi qaidi kisi zanjir ka hai
tu baat nahin sunta yahi hal hai phir is ka
jhagDe ke liye vaqt nikalen koi ham bhi
tavil umr ki Dheron dua.en bheji hain
mire charagh ko paani se bharne valon ne
haare hue logon ki kahaani ki tarah hain
ham log bhi bahte hue paani ki tarah hain
kamaan na tiir na talvaar apni hoti hai
magar ye duniyaa ki har baar apni hoti hai
na haath suukh ke jhaDte hain jism se apne
na shaakh koi samar-baar apni hoti hai
tavil umr ki Dheron duaaein bheji hain
mire charaagh ko paani se bharne vaalon ne
haar ko jiit ke imkaan se baandhe hue rakh
apni mushkil kisi aasaan se baandhe hue rakh
kis liye is se nikalne ki duaaein maangun
mujh ko maalum hai manjdhaar se aage kyaa hai
Ghazalग़ज़ल
kuchh bhulne ke jaise alaava bhulaa diyaa
कुछ भूलने के जैसे अलावा भुला दिया
lagaa kar der jaldi karni hoti hai
लगा कर देर जल्दी करनी होती है
duniyaa ke liye zahr na khaalein koi ham bhi
दुनिया के लिए ज़हर न खालें कोई हम भी
ye khazaane kaa koi saanp banaa hotaa hai
ये ख़ज़ाने का कोई साँप बना होता है
safar ke baa'd bhi safar kaa ehtimaam kar rahaa huun main
सफ़र के बा'द भी सफ़र का एहतिमाम कर रहा हूँ मैं
samajh ke rasta idhar se guzarne vaalon ne
समझ के रस्ता इधर से गुज़रने वालों ने





