kal ke din jo gird mai-khaane ke phirte the kharaab — Baqaullah 'Baqa'
kal ke din jo gird mai-khaane ke phirte the kharaab
aaj masjid mein jo dekhaa saahab-e-sajjaada hain
Urdu
کل کے دن جو گرد مے خانے کے پھرتے تھے خراب
آج مسجد میں جو دیکھا صاحب سجادہ ہیں
Hindi
कल के दिन जो गिर्द मय-ख़ाने के फिरते थे ख़राब
आज मस्जिद में जो देखा साहब-ए-सज्जादा हैं
B
Baqaullah 'Baqa'
Baqaullah 'Baqa'
poet52 quotes