chhoD kar kucha-e-mai-khana taraf masjid ke
main to divana nahin huun jo chalun hosh ki raah
Baqaullah 'Baqa'
Baqaullah 'Baqa'
Sherशेर
See all 23 →chhoD kar kucha-e-mai-khana taraf masjid ke
छोड़ कर कूचा-ए-मय-ख़ाना तरफ़ मस्जिद के
ulfat men tiri ai but-e-be-mehr-o-mohabbat
उल्फ़त में तिरी ऐ बुत-ए-बे-मेहर-ओ-मोहब्बत
is bazm men puchhe na koi mujh se ki kya huun
इस बज़्म में पूछे न कोई मुझ से कि क्या हूँ
dekh a.ina jo kahta hai ki allah-re main
देख आईना जो कहता है कि अल्लाह-रे मैं
apni marzi to ye hai banda-e-but ho rahiye
अपनी मर्ज़ी तो ये है बंदा-ए-बुत हो रहिए
ishq ne mansab likhe jis din miri taqdir men
इश्क़ ने मंसब लिखे जिस दिन मिरी तक़दीर में
Popular Sher & Shayari
46 totalulfat men tiri ai but-e-be-mehr-o-mohabbat
aaya hamen ik haath se taali ka bajana
is bazm men puchhe na koi mujh se ki kya huun
jo shisha gire sang pe main us ki sada huun
dekh a.ina jo kahta hai ki allah-re main
us ka main dekhne vaala huun 'baqa' vah-re main
apni marzi to ye hai banda-e-but ho rahiye
aage marzi hai khuda ki so khuda hi jaane
ishq ne mansab likhe jis din miri taqdir men
daagh ki naqadi mili sahra mila jagir men
ishq mein bu hai kibriyaai ki
aashiqi jis ne ki khudaai ki
bulbul se kahaa gul ne kar tark mulaaqaatein
ghunche ne girah baandhin jo gul ne kahin baatein
ishq ne mansab likhe jis din miri taqdir mein
daagh ki naqadi mili sahraa milaa jaagir mein
chhoD kar kucha-e-mai-khaana taraf masjid ke
main to divaana nahin huun jo chalun hosh ki raah
ulfat mein tiri ai but-e-be-mehr-o-mohabbat
aayaa hamein ik haath se taali kaa bajaanaa
kal ke din jo gird mai-khaane ke phirte the kharaab
aaj masjid mein jo dekhaa saahab-e-sajjaada hain
Ghazalग़ज़ल
rang mein ham mas se batar ho chuke
रंग में हम मस से बतर हो चुके
jo jahaan ke aaina hain dil unhon ke saada hain
जो जहाँ के आइना हैं दिल उन्हों के सादा हैं
yaksaan lagein hain un ko to dair-o-haram baham
यकसाँ लगें हैं उन को तो दैर-ओ-हरम बहम
sipaah-e-ishrat pe fauj-e-gham ne jo mil ke markab baham uThaae
सिपाह-ए-इशरत पे फ़ौज-ए-ग़म ने जो मिल के मरकब बहम उठाए
chashm-e-tar jaam dil-e-baada-kashaan hai shisha
चश्म-ए-तर जाम दिल-ए-बादा-कशाँ है शीशा
qazaa ne haal-e-gul jab safha-e-taqdir par likkhaa
क़ज़ा ने हाल-ए-गुल जब सफ़्हा-ए-तक़दीर पर लिक्खा





