SHAWORDS

jab khatm hui dil se isaar ki gunjaaish — Jamal Abbas Fahmi

jab khatm hui dil se isaar ki gunjaaish
aangan mein nikal aai divaar ki gunjaaish
Urdu

جب ختم ہوئی دل سے ایثار کی گنجائش
آنگن میں نکل آئی دیوار کی گنجائش

Hindi

जब ख़त्म हुई दिल से ईसार की गुंजाइश
आँगन में निकल आई दीवार की गुंजाइश

Jamal Abbas Fahmi
Jamal Abbas Fahmi
Jamal Abbas Fahmi
poet12 quotes