Sher
tum apna dariya yahan se sameT lo varna
hamari pyaas ki garmi use jala degi

Jamal Abbas Fahmi
tum apna dariya yahan se sameT lo varna
तुम अपना दरिया यहाँ से समेट लो वर्ना
tujh se milne ka bahana to koi chahiye tha
तुझ से मिलने का बहाना तो कोई चाहिए था
nahin ye mehndi nahin hai tumhare hathon par
नहीं ये मेहंदी नहीं है तुम्हारे हाथों पर
dosti ik din dushman se ho sakti hai
दोस्ती इक दिन दुश्मन से हो सकती है
koi to aisa ho jis se main dil ki baat karun
कोई तो ऐसा हो जिस से मैं दिल की बात करूँ
Thukra ke chale aa.e khud.dar tabi.at hai
ठुकरा के चले आए ख़ुद्दार तबीअ'त है
tum apna dariya yahan se sameT lo varna
hamari pyaas ki garmi use jala degi
tujh se milne ka bahana to koi chahiye tha
ham ne vo ek bahana kabhi DhunDa hi nahin
nahin ye mehndi nahin hai tumhare hathon par
kisi ka khun-e-tamanna laga.e baiThe ho
dosti ik din dushman se ho sakti hai
soch ke ye laDne ka irada chhoD diya
koi to aisa ho jis se main dil ki baat karun
so apne aap se hi baat karta rahta huun
Thukra ke chale aa.e khud.dar tabi.at hai
ham un ki inayat ko khairat samajhte hain
sar ko neza nasib hotaa hai
sarfaraazi yunhi nahin milti
dosti ik din dushman se ho sakti hai
soch ke ye laDne kaa iraada chhoD diyaa
jab khatm hui dil se isaar ki gunjaaish
aangan mein nikal aai divaar ki gunjaaish
koi dast-e-masihaai karam-andaaz hone tak
namak-paashi kaa zakhmon ko maza bhi lag chukaa hogaa
tujh se milne kaa bahaana to koi chaahiye thaa
ham ne vo ek bahaana kabhi DhunDaa hi nahin
koi to aisaa ho jis se main dil ki baat karun
so apne aap se hi baat kartaa rahtaa huun