SHAWORDS

dekhein kyaa ab ke asiri hamein dikhlaati hai — Mirza Mohammad Taqi Hawas

dekhein kyaa ab ke asiri hamein dikhlaati hai
log kahte hain ki phir fasl-e-bahaar aati hai
Urdu

دیکھیں کیا اب کے اسیری ہمیں دکھلاتی ہے
لوگ کہتے ہیں کہ پھر فصل بہار آتی ہے

Hindi

देखें क्या अब के असीरी हमें दिखलाती है
लोग कहते हैं कि फिर फ़स्ल-ए-बहार आती है

M
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Mirza Mohammad Taqi Hawas
poet43 quotes