dil men ik iztirab baaqi hai
ye nishan-e-shabab baaqi hai
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Sherशेर
See all 21 →dil men ik iztirab baaqi hai
दिल में इक इज़्तिराब बाक़ी है
lutf-e-shab-e-mah ai dil us dam mujhe hasil ho
लुत्फ़-ए-शब-ए-मह ऐ दिल उस दम मुझे हासिल हो
tez rakhiyo sar-e-har-khar ko ai dasht-e-junun
तेज़ रखियो सर-ए-हर-ख़ार को ऐ दश्त-ए-जुनूँ
ya khafa hote the ham to minnaten karte the aap
या ख़फ़ा होते थे हम तो मिन्नतें करते थे आप
sab ham-safir chhoD ke tanha chale ga.e
सब हम-सफ़ीर छोड़ के तन्हा चले गए
hargiz na mire mahram-e-hamraz hue tum
हरगिज़ न मिरे महरम-ए-हमराज़ हुए तुम
Popular Sher & Shayari
42 totallutf-e-shab-e-mah ai dil us dam mujhe hasil ho
ik chand baghal men ho ik chand muqabil ho
tez rakhiyo sar-e-har-khar ko ai dasht-e-junun
shayad aa jaa.e koi abla-pa mere ba.ad
ya khafa hote the ham to minnaten karte the aap
ya khafa hain ham se vo aur ham mana sakte nahin
sab ham-safir chhoD ke tanha chale ga.e
kunj-e-qafas men mujh ko giraftar dekh kar
hargiz na mire mahram-e-hamraz hue tum
a.ine men apne hi nazar-baz hue tum
talaash is tarah bazm-e-aish mein hai be-nishaanon ki
koi kapDe mein jaise zakhm-e-sozan kaa nishaan DhunDhe
aashnaa koi nazar aataa nahin yaan ai 'havas'
kis ko main apnaa anis-e-kunj-e-tanhaai karun
sab ham-safir chhoD ke tanhaa chale gae
kunj-e-qafas mein mujh ko giraftaar dekh kar
dekhein kyaa ab ke asiri hamein dikhlaati hai
log kahte hain ki phir fasl-e-bahaar aati hai
dil mein ik iztiraab baaqi hai
ye nishaan-e-shabaab baaqi hai
sahraa mein 'havas' khaar-e-mughilaan ki madad se
baare miraa khuun har khas-o-khaashaak ko pahunchaa
Ghazalग़ज़ल
main kahaa bolnaa shab ghair se thaa tum ko kyaa
मैं कहा बोलना शब ग़ैर से था तुम को क्या
main na samjhaa bulbul be-baal-o-par ne kyaa kahaa
मैं न समझा बुलबुल बे-बाल-ओ-पर ने क्या कहा
shauq-e-kharaash-e-khaar mire dil mein rah gayaa
शौक़-ए-ख़राश-ए-ख़ार मिरे दिल में रह गया
kyaa mazaa ho jo kisi se tujhe ulfat ho jaae
क्या मज़ा हो जो किसी से तुझे उल्फ़त हो जाए
muzhda ye sabaa us but-e-be-baak ko pahunchaa
मुज़्दा ये सबा उस बुत-ए-बे-बाक को पहुँचा
be-vajh nahin gard pareshaan pas-e-mahmil
बे-वज्ह नहीं गर्द परेशाँ पस-ए-महमिल





