SHAWORDS

main huun bhi aur nahin bhi ajiib baat hai ye — Muneer Niyazi

HomeMuneer NiyaziShayari
main huun bhi aur nahin bhi ajiib baat hai ye
ye kaisaa jabr hai main jis ke ikhtiyaar mein huun
Urdu

میں ہوں بھی اور نہیں بھی عجیب بات ہے یہ
یہ کیسا جبر ہے میں جس کے اختیار میں ہوں

Hindi

मैं हूँ भी और नहीं भी अजीब बात है ये
ये कैसा जब्र है मैं जिस के इख़्तियार में हूँ

Muneer Niyazi
Muneer Niyazi
منیر نیازی
poet239 quotes