hazaar shama farozaan ho raushni ke liye — Nushur Wahidi
hazaar shama farozaan ho raushni ke liye
nazar nahin to andheraa hai aadmi ke liye
Urdu
ہزار شمع فروزاں ہو روشنی کے لیے
نظر نہیں تو اندھیرا ہے آدمی کے لیے
Hindi
हज़ार शम्अ फ़रोज़ाँ हो रौशनी के लिए
नज़र नहीं तो अंधेरा है आदमी के लिए

Nushur Wahidi
Nushur Wahidi
poet49 quotes