"main tinkon ka daman pakaDta nahin huun mohabbat men Duuba to kaisa sahara"

Nushur Wahidi
Nushur Wahidi
Sherशेर
See all 33 →main tinkon ka daman pakaDta nahin huun
मैं तिनकों का दामन पकड़ता नहीं हूँ
zamana yaad kare ya saba kare khamosh
ज़माना याद करे या सबा करे ख़ामोश
taghayyurat ke aalam men zindagani hai
तग़य्युरात के आलम में ज़िंदगानी है
ek rishta bhi mohabbat ka agar TuuT gaya
एक रिश्ता भी मोहब्बत का अगर टूट गया
zindagi qarib hai kis qadar jamal se
ज़िंदगी क़रीब है किस क़दर जमाल से
zindagi parchha.iyan apni liye
ज़िंदगी परछाइयाँ अपनी लिए
Popular Sher & Shayari
66 total"zamana yaad kare ya saba kare khamosh ham ik charagh-e-mohabbat jala.e jaate hain"
"taghayyurat ke aalam men zindagani hai shabab faani nazar faani husn faani hai"
"ek rishta bhi mohabbat ka agar TuuT gaya dekhte dekhte shiraza bikhar jaata hai"
"zindagi qarib hai kis qadar jamal se jab koi sanvar gaya zindagi sanvar ga.i"
"zindagi parchha.iyan apni liye a.inon ke darmiyan se aa.i hai"
duniyaa ki bahaaron se aankhein yuun pher liin jaane vaalon ne
jaise koi lambe qisse ko paDhte paDhte uktaa jaae
hazaar shama farozaan ho raushni ke liye
nazar nahin to andheraa hai aadmi ke liye
khaak aur khuun se ik shama jalaai hai 'nushur'
maut se ham ne bhi sikhi hai hayaat-aaraai
diyaa khaamosh hai lekin kisi kaa dil to jaltaa hai
chale aao jahaan tak raushni maalum hoti hai
sarak kar aa gaiin zulfein jo in makhmur aankhon tak
main ye samjhaa ki mai-khaane pe badli chhaai jaati hai
aghyaar ko gul-pairahani ham ne ataa ki
apne liye phulon kaa kafan ham ne banaayaa
Ghazalग़ज़ल
hama-girya silk-e-shabnam hama-ashk bazm-e-anjum
हमा-गिर्या सिल्क-ए-शबनम हमा-अश्क बज़्म-ए-अंजुम
pairaahan-e-rangin se sho'la saa nikaltaa hai
पैराहन-ए-रंगीं से शो'ला सा निकलता है
dil-o-dilbar sahi ab khvaab se bedaar hain donon
दिल-ओ-दिलबर सही अब ख़्वाब से बेदार हैं दोनों
tez-tar lahja-e-guftaar kiyaa hai ham ne
तेज़-तर लहजा-ए-गुफ़्तार किया है हम ने
ek raat aati hai ek raat jaati hai
एक रात आती है एक रात जाती है
zaahid asir-e-gesu-e-jaanaan na ho sakaa
ज़ाहिद असीर-ए-गेसू-ए-जानाँ न हो सका





