jab bhi tiri qurbat ke kuchh imkaan nazar aae — Sadique Naseem
jab bhi tiri qurbat ke kuchh imkaan nazar aae
ham khush hue itne ki pareshaan nazar aae
Urdu
جب بھی تری قربت کے کچھ امکاں نظر آئے
ہم خوش ہوئے اتنے کی پریشاں نظر آئے
Hindi
जब भी तिरी क़ुर्बत के कुछ इम्काँ नज़र आए
हम ख़ुश हुए इतने की परेशाँ नज़र आए

Sadique Naseem
Sadique Naseem
poet8 quotes