Sher
tumhara naam kisi ajnabi ke lab par tha
zara si baat thi dil ko magar lagi hai bahut

Sadique Naseem
tumhara naam kisi ajnabi ke lab par tha
zara si baat thi dil ko magar lagi hai bahut
jab bhi tiri qurbat ke kuchh imkan nazar aa.e
ham khush hue itne ki pareshan nazar aa.e
zinda rahne ke the jitne uslub
zindagi kaT ga.i tab yaad aa.e
jab bhi tiri qurbat ke kuchh imkaan nazar aae
ham khush hue itne ki pareshaan nazar aae
tumhaaraa naam kisi ajnabi ke lab par thaa
zaraa si baat thi dil ko magar lagi hai bahut
zinda rahne ke the jitne uslub
zindagi kaT gai tab yaad aae
nazar nazar se vo kaliyaan khilaa khilaa bhi gayaa
नज़र नज़र से वो कलियाँ खिला खिला भी गया
shikast-e-aabla-e-dil mein naghmagi hai bahut
शिकस्त-ए-आबला-ए-दिल में नग़्मगी है बहुत
har shakhs ko aise dekhtaa huun
हर शख़्स को ऐसे देखता हूँ
jo lab pe na laaun vahi sheron mein kahun main
जो लब पे न लाऊँ वही शे'रों में कहूँ मैं
is ehtimaam se parvaane peshtar na jale
इस एहतिमाम से परवाने पेशतर न जले