Shayari
na aashiq hain zamaane mein na maashuq
idhar ham rah gae hain aur udhar aap
ki khitaabat ko gar khudaa samjhaa
banda bhi aakhir aadmi hi to hai
کی خطابت کو گر خدا سمجھا
بندہ بھی آخر آدمی ہی تو ہے
की ख़िताबत को गर ख़ुदा समझा
बंदा भी आख़िर आदमी ही तो है

na aashiq hain zamaane mein na maashuq
idhar ham rah gae hain aur udhar aap
baat karne mein honT laDte hain
aise takraar kaa khudaa-haafiz
dard ko gurda taDapne ko jigar
hijr mein sab hain magar dil to nahin
dafn ham ho chuke to kahte hain
is gunahgaar kaa khudaa-haafiz
mire laashe ko kaandhaa de ke bole
chalo turbat mein ab tum ko sulaaein
ham un se aaj kaa shikva kareinge
ukhaaDeinge vo barson ki gaDi baat