aaj rakkhe hain qadam us ne miri chaukhaT par — Saleem Siddiqui
aaj rakkhe hain qadam us ne miri chaukhaT par
aaj dahliz miri chhat ke baraabar hui hai
Urdu
آج رکھے ہیں قدم اس نے مری چوکھٹ پر
آج دہلیز مری چھت کے برابر ہوئی ہے
Hindi
आज रक्खे हैं क़दम उस ने मिरी चौखट पर
आज दहलीज़ मिरी छत के बराबर हुई है

Saleem Siddiqui
Saleem Siddiqui
poet33 quotes