Sher
beDiyan Daal ke parchha.in ki pairon men mire
qaid rakhte hain andheron men ujale mujh ko

Saleem Siddiqui
beDiyan Daal ke parchha.in ki pairon men mire
बेड़ियाँ डाल के परछाईं की पैरों में मिरे
aaj rakkhe hain qadam us ne miri chaukhaT par
आज रक्खे हैं क़दम उस ने मिरी चौखट पर
kaun sa jurm khuda jaane hua hai sabit
कौन सा जुर्म ख़ुदा जाने हुआ है साबित
ham aadmi ki tarah ji rahe hain sadiyon se
हम आदमी की तरह जी रहे हैं सदियों से
apne jiine ke ham asbab dikhate hain tumhen
अपने जीने के हम अस्बाब दिखाते हैं तुम्हें
umr bhar jis ke liye peT se bandhe patthar
उम्र भर जिस के लिए पेट से बाँधे पत्थर
beDiyan Daal ke parchha.in ki pairon men mire
qaid rakhte hain andheron men ujale mujh ko
aaj rakkhe hain qadam us ne miri chaukhaT par
aaj dahliz miri chhat ke barabar hui hai
kaun sa jurm khuda jaane hua hai sabit
mashvare karta hai munsif jo gunahgar ke saath
ham aadmi ki tarah ji rahe hain sadiyon se
chalo 'salim' ab insan ho ke dekhte hain
apne jiine ke ham asbab dikhate hain tumhen
dosto aao ki kuchh khvab dikhate hain tumhen
umr bhar jis ke liye peT se bandhe patthar
ab vo gin gin ke khilata hai nivale mujh ko
miTTi ki fazilat pe bahut she'r kahe hain
sone se likhaa jaaegaa divaan hamaaraa
aankhein taDap rahi hain miri kuchh khayaal kar
band-e-qabaa ko khol badan ko bahaal kar
kaun sukhe hue phulon ki taraf dekhtaa hai
zakhm thoDe se hare hon to numaaish karein ham
huun paarsaa tire pahlu mein shab guzaar ke bhi
main be-libaas nahin pairahan utaar ke bhi
ham aadmi ki tarah ji rahe hain sadiyon se
chalo 'salim' ab insaan ho ke dekhte hain
umr bhar jis ke liye peT se baandhe patthar
ab vo gin gin ke khilaataa hai nivaale mujh ko