yuun kaanptaa hai shaikh khayaal-e-sharaab se — Syed Zameer Jafri
yuun kaanptaa hai shaikh khayaal-e-sharaab se
jaise kabhi ye Duub gayaa thaa sharaab mein
Urdu
یوں کانپتا ہے شیخ خیال شراب سے
جیسے کبھی یہ ڈوب گیا تھا شراب میں
Hindi
यूँ काँपता है शैख़ ख़याल-ए-शराब से
जैसे कभी ये डूब गया था शराब में

Syed Zameer Jafri
Syed Zameer Jafri
poet34 quotes