Sher
ab ik rumal mere saath ka hai
jo meri valida ke haath ka hai

Syed Zameer Jafri
ab ik rumal mere saath ka hai
अब इक रूमाल मेरे साथ का है
ek lamha bhi masarrat ka bahut hota hai
एक लम्हा भी मसर्रत का बहुत होता है
un ka darvaza tha mujh se bhi siva mushtaq-e-did
उन का दरवाज़ा था मुझ से भी सिवा मुश्ताक़-ए-दीद
ghar rahte to donon hain isi ek makan men
घर रहते तो दोनों हैं इसी एक मकाँ में
jitna baDhta gaya shu.ur-e-hunar
जितना बढ़ता गया शुऊ'र-ए-हुनर
kitna shatir hai siyasat-dan apne mulk ka
कितना शातिर है सियासत-दान अपने मुल्क का
ab ik rumal mere saath ka hai
jo meri valida ke haath ka hai
ek lamha bhi masarrat ka bahut hota hai
log jiine ka saliqa hi kahan rakhte hain
un ka darvaza tha mujh se bhi siva mushtaq-e-did
main ne bahar kholna chaha to vo andar khula
ghar rahte to donon hain isi ek makan men
biivi ka jahan aur hai shauhar ka jahan aur
jitna baDhta gaya shu.ur-e-hunar
khud ko utna hi be-hunar jaana
kitna shatir hai siyasat-dan apne mulk ka
aur bhi maqbul ho jaata hai badnami ke baa'd
aadmi se suluk duniyaa kaa
jaise anDaa talaa kare koi
doctor bhi ho gae enginēr bhi ho gae
gandumi hai rang agar to dusre darje ke hain
dilon kaa farsh bichhaa hai jidhar nigaah karo
tumhaaraa ghar bhi dilon kaa kabaaD-khaana hai
yuun kaanptaa hai shaikh khayaal-e-sharaab se
jaise kabhi ye Duub gayaa thaa sharaab mein
miyaan 'gul-sher' tum bhi to havaa ke rukh ko pahchaano
jahaan saaDi chali jaati hai phulkaari nahin jaati
dard mein lazzat bahut ashkon mein raanaai bahut
ai gham-e-hasti hamein duniyaa pasand aai bahut