SHAWORDS

ilm mein jhingur se baDh kar kaamraan koi nahin — Zareef Lakhnavi

HomeZareef LakhnaviShayari
ilm mein jhingur se baDh kar kaamraan koi nahin
chaaT jaataa hai kitaabein imtihaan koi nahin
Urdu

علم میں جھینگر سے بڑھ کر کامراں کوئی نہیں
چاٹ جاتا ہے کتابیں امتحاں کوئی نہیں

Hindi

इल्म में झींगुर से बढ़ कर कामराँ कोई नहीं
चाट जाता है किताबें इम्तिहाँ कोई नहीं

Zareef Lakhnavi
Zareef Lakhnavi
Zareef Lakhnavi
poet14 quotes