Sher
ilm men jhingur se baDh kar kamran koi nahin
chaaT jaata hai kitaben imtihan koi nahin

Zareef Lakhnavi
ilm men jhingur se baDh kar kamran koi nahin
इल्म में झींगुर से बढ़ कर कामराँ कोई नहीं
chaa.e men Daal kar ushshaq use pi jaate
चाय में डाल कर उश्शाक़ उसे पी जाते
vahshat men har ik naqsha ulTa nazar aata hai
वहशत में हर इक नक़्शा उल्टा नज़र आता है
hamen batla na den ashiq jo hain ru-e-kitabi par
हमें बतला न दें आशिक़ जो हैं रू-ए-किताबी पर
'zarif' ab fa.eda kya sha.iron ko sardi khane se
ज़रीफ़' अब फ़ाएदा क्या शाइ'रों को सर्दी खाने से
baaz aa.e mohabbat se ai ishq khuda hafiz
बाज़ आए मोहब्बत से ऐ इश्क़ ख़ुदा हाफ़िज़
ilm men jhingur se baDh kar kamran koi nahin
chaaT jaata hai kitaben imtihan koi nahin
chaa.e men Daal kar ushshaq use pi jaate
dar-haqiqat lab-e-ma.ashuq jo shakkar hota
vahshat men har ik naqsha ulTa nazar aata hai
majnun nazar aati hai laila nazar aata hai
hamen batla na den ashiq jo hain ru-e-kitabi par
sabaq hai kya koi ma.ashuq jis ko yaad karte hain
'zarif' ab fa.eda kya sha.iron ko sardi khane se
ghazal ham paDh chuke ghar jaa.en kyuun be-kar baiThe hain
baaz aa.e mohabbat se ai ishq khuda hafiz
ulfat men jise dekho andha nazar aata hai
saakinaan-e-shahr ab hoshyaar honaa chaahiye
member aur voter kaa kuchh meaar honaa chaahiye
hamein batlaa na dein aashiq jo hain ru-e-kitaabi par
sabaq hai kyaa koi maashuq jis ko yaad karte hain
ilm mein jhingur se baDh kar kaamraan koi nahin
chaaT jaataa hai kitaabein imtihaan koi nahin
chaae mein Daal kar ushshaaq use pi jaate
dar-haqiqat lab-e-maashuq jo shakkar hotaa
vahshat mein har ik naqsha ulTaa nazar aataa hai
majnun nazar aati hai lailaa nazar aataa hai
vo bhi gunge bane rahe ham bhi
guftugu qissa-mukhtasar na hui