Sher
"aa.i khizan ki yaad to dil sard ho gaya kuchh der bhi to lutf na aaya bahar ka"
A
Abdul Hai Aarfi"jitni tavaqquat thiin sab khatm ho chukin main 'arfi' kisi se bhi ab sargiran nahin"
جتنی توقعات تھیں سب ختم ہو چکیں میں عارفیؔ کسی سے بھی اب سرگراں نہیں
जितनी तवक़्क़ुआ'त थीं सब ख़त्म हो चुकीं मैं 'आरफ़ी' किसी से भी अब सरगिराँ नहीं
"aa.i khizan ki yaad to dil sard ho gaya kuchh der bhi to lutf na aaya bahar ka"
"zara ai josh-e-gham rahne de qaabu men zaban meri vo sunna chahte hain khud mujhi se dastan meri"
"toDna tauba ka sau baar bhi asan tha magar jam-e-mai mujh se to ik baar bhi toDa na gaya"
"sukun-e-iztirab-e-gham pe chara-saz to khush hain dil-e-betab ki lekin qaza ma.alum hoti hai"
"ab mire vaste har mauj hai aghosh-e-sukun bahr-e-gham men jo nahin hai koi sahil na sahi"
"miri har aah ah-e-be-asar hai vafur-e-yas teri bad-gumani"