ulfat men tera rona 'ehsan' bahut baja hai
har vaqt menh ka hona ye rahmat-e-khuda hai

Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Sherशेर
See all 47 →ulfat men tera rona 'ehsan' bahut baja hai
उल्फ़त में तेरा रोना 'एहसाँ' बहुत बजा है
us lab-e-bam se ai sarsar-e-furqat tu bata
उस लब-ए-बाम से ऐ सरसर-ए-फुर्क़त तू बता
vo aag lagi paan chaba.e se kasu ki
वो आग लगी पान चबाए से कसू की
to bhi us tak hai rasa.i mujhe ehsan dushvar
तो भी उस तक है रसाई मुझे एहसाँ दुश्वार
filfil-e-khal-e-malahat ke tasavvur men tire
फ़िलफ़िल-ए-ख़ाल-ए-मलाहत के तसव्वुर में तिरे
agar baiTha hi naseh munh ko si baiTh
अगर बैठा ही नासेह मुँह को सी बैठ
Popular Sher & Shayari
94 totalus lab-e-bam se ai sarsar-e-furqat tu bata
misl tinke ke mira ye tan-e-laghar phenka
vo aag lagi paan chaba.e se kasu ki
ab tak nahin bujhti hai bujha.e se kasu ki
to bhi us tak hai rasa.i mujhe ehsan dushvar
daam luun gar par-e-jibril bara-e-parvaz
filfil-e-khal-e-malahat ke tasavvur men tire
charcharahaT hai kabab-e-dil-e-biryan men kya
agar baiTha hi naseh munh ko si baiTh
vagarna yaan se uTh ai be-haya ja
namaaz apni agarche kabhi qazaa na hui
adaa kisi ki jo dekhi to phir adaa na hui
gale se lagte hi jitne gile the bhuul gae
vagarna yaad thiin ham ko shikaayatein kyaa kyaa
dil-rubaa tujh saa jo dil lene mein ayyaari kare
phir koi dilli mein kyaa dil ki khabardaari kare
aag is dil-lagi ko lag jaae
dil-lagi aag phir lagaane lagi
ba-vaqt-e-bosa-e-lab kaash ye dil kaamraan hotaa
zabaan us bad-zabaan ki munh mein aur main zabaan hotaa
mai-kade mein ishq ke kuchh sarsari jaanaa nahin
kaasa-e-sar ko yahaan gardish hai paimaane ki tarah
Ghazalग़ज़ल
phir aayaa jaam-ba-kaf gul-ezaar ai vaaiz
फिर आया जाम-ब-कफ़ गुल-एज़ार ऐ वाइज़
yunhi kufr har subh har shaam hogaa
यूँही कुफ़्र हर सुब्ह हर शाम होगा
marte dam naam tiraa lab ke jo aa jaae qarib
मरते दम नाम तिरा लब के जो आ जाए क़रीब
mahfil ishq mein jo yaar uThe aur baiThe
महफ़िल इश्क़ में जो यार उठे और बैठे
tumhaare qad se hain qaaem qayaamatein kyaa kyaa
तुम्हारे क़द से हैं क़ाएम क़यामतें क्या क्या
nim-chaa jald myaan hi na miyaan kijiyegaa
नीम-चा जल्द म्याँ ही न मियाँ कीजिएगा





