sab kuchh khuda se maang liya tujh ko maang kar
uThte nahin hain haath mire is dua ke ba.ad

Agha Hashr Kashmiri
Agha Hashr Kashmiri
Sherशेर
See all 9 →sab kuchh khuda se maang liya tujh ko maang kar
सब कुछ ख़ुदा से माँग लिया तुझ को माँग कर
go haram ke raste se vo pahunch ga.e khuda tak
गो हरम के रास्ते से वो पहुँच गए ख़ुदा तक
tum aur fareb khaao bayan-e-raqib se
तुम और फ़रेब खाओ बयान-ए-रक़ीब से
nik.hat-e-saghar-e-gul ban ke uDa jaata huun
निकहत-ए-साग़र-ए-गुल बन के उड़ा जाता हूँ
hashr men insaf hoga bas yahi sunte raho
हश्र में इंसाफ़ होगा बस यही सुनते रहो
go hava-e-gulsitan ne mire dil ki laaj rakh li
गो हवा-ए-गुलसिताँ ने मिरे दिल की लाज रख ली
Popular Sher & Shayari
18 totalgo haram ke raste se vo pahunch ga.e khuda tak
tiri rahguzar se jaate to kuchh aur baat hoti
tum aur fareb khaao bayan-e-raqib se
tum se to kam gila hai ziyada nasib se
nik.hat-e-saghar-e-gul ban ke uDa jaata huun
liye jaata hai kahan bada-e-sar-josh mujhe
hashr men insaf hoga bas yahi sunte raho
kuchh yahan hota raha hai kuchh vahan ho ja.ega
go hava-e-gulsitan ne mire dil ki laaj rakh li
vo naqab khud uThate to kuchh aur baat hoti
sab kuchh khudaa se maang liyaa tujh ko maang kar
uThte nahin hain haath mire is duaa ke baad
goyaa tumhaari yaad hi meraa ilaaj hai
hotaa hai pahron zikr tumhaaraa tabib se
hashr mein insaaf hogaa bas yahi sunte raho
kuchh yahaan hotaa rahaa hai kuchh vahaan ho jaaegaa
go havaa-e-gulsitaan ne mire dil ki laaj rakh li
vo naqaab khud uThaate to kuchh aur baat hoti
go haram ke raaste se vo pahunch gae khudaa tak
tiri rahguzar se jaate to kuchh aur baat hoti
ek dhundlaa saa tasavvur hai ki dil bhi thaa yahaan
ab to siine mein faqat ik Tiis si paataa huun main
Ghazalग़ज़ल
haan saaqi-e-mastaana bhar de miraa paimaana
हाँ साक़ी-ए-मस्ताना भर दे मिरा पैमाना
chori kahin khule na nasim-e-bahaar ki
चोरी कहीं खुले न नसीम-ए-बहार की
tum aur fareb khaao bayaan-e-raqib se
तुम और फ़रेब खाओ बयान-ए-रक़ीब से
yaad mein teri jahaan ko bhultaa jaataa huun main
याद में तेरी जहाँ को भूलता जाता हूँ मैं
su-e-mai-kada na jaate to kuchh aur baat hoti
सू-ए-मय-कदा न जाते तो कुछ और बात होती





