zard mausam ne darakhton ki zaban sil di thi
phir koi phuul hansa aur khizan haar ga.i

Ahmad Sageer
Ahmad Sageer
Sherशेर
See all 31 →zard mausam ne darakhton ki zaban sil di thi
ज़र्द मौसम ने दरख़्तों की ज़बाँ सिल दी थी
qum-be-iznil-ishq se dil zinda karega
क़ुम-बे-इज़्निल-इश्क़ से दिल ज़िंदा करेगा
kaisi 'ajib hai ye mohabbat ki zindagi
कैसी 'अजीब है ये मोहब्बत की ज़िंदगी
ashk roko nahin bah jaane do varna ik din
अश्क रोको नहीं बह जाने दो वर्ना इक दिन
jise bhula diye jaane ke dukh ne maar diya
जिसे भुला दिए जाने के दुख ने मार दिया
tha mast bandhne men vo tamhid-e-zakhm-e-dil
था मस्त बाँधने में वो तम्हीद-ए-ज़ख़्म-ए-दिल
Popular Sher & Shayari
62 totalqum-be-iznil-ishq se dil zinda karega
ye mujh se mohabbat ke masiha ne kaha hai
kaisi 'ajib hai ye mohabbat ki zindagi
do pattharon men jaan paDi aur mar ga.e
ashk roko nahin bah jaane do varna ik din
ye nami jism ki divar ko kha ja.egi
jise bhula diye jaane ke dukh ne maar diya
pata chala hai use yaad kar raha tha koi
tha mast bandhne men vo tamhid-e-zakhm-e-dil
siine ke ik shigaf pe ungli dhare hue
zard mausam ne darakhton ki zabaan sil di thi
phir koi phuul hansaa aur khizaan haar gai
khudaa-yaa apne kun ki laaj rakh le
tiraa shahkaar zaae' ho rahaa hai
javaab aae na aae shikan to aaegi
savaal puchh hi lenaa agarche Darte hue
dastaras mein na rahe lafz-gari behtar hai
ham agar bol paDeinge to bahut boleinge
ajnabiyyat ki jhalak dekhi gai lahje mein
baat Darne ki hai is baat pe Dar jaaiye naa
zard chehron se udaasi ke bichhaDne kaa sabab
log puchheinge to kah denaa ki dukh haar gayaa
Ghazalग़ज़ल
baDi gudaaz pashemaaniyon pe zinda rahe
बड़ी गुदाज़ पशेमानियों पे ज़िंदा रहे
faakhtaaon ke bikhere hue par le jaao
फ़ाख़्ताओं के बिखेरे हुए पर ले जाओ
main anaayaas bhaTaktaa rahaa viraane mein
मैं अनायास भटकता रहा वीराने में
dil ye jis aarzu se Dartaa hai
दिल ये जिस आरज़ू से डरता है
subh kaise hui ghazaalon ki
सुब्ह कैसे हुई ग़ज़ालों की
sabhi khudaaon se teri amaan chaahti hai
सभी ख़ुदाओं से तेरी अमान चाहती है





