sabr karti hi rahi be-chargi
zulm hota hi raha mazlum par

Akbar Haideri Kashmiri
Akbar Haideri Kashmiri
Sherशेर
See all 10 →sabr karti hi rahi be-chargi
सब्र करती ही रही बे-चारगी
jabr sahta huun magar kab tak sahun insan huun
जब्र सहता हूँ मगर कब तक सहूँ इंसान हूँ
har nafas minnat-kash-e-alam hai
हर नफ़स मिन्नत-कश-ए-आलाम है
didani hai ab shikast-e-zabt ki be-chargi
दीदनी है अब शिकस्त-ए-ज़ब्त की बे-चारगी
aah ab khuddari-e-akbar kahan
आह अब ख़ुद्दारी-ए-अकबर कहाँ
husn ki tafsir bhi kuchh kijiye
हुस्न की तफ़्सीर भी कुछ कीजिए
Popular Sher & Shayari
20 totaljabr sahta huun magar kab tak sahun insan huun
sabr karta huun magar dil sabr ke qabil nahin
har nafas minnat-kash-e-alam hai
zindagi shayad isi ka naam hai
didani hai ab shikast-e-zabt ki be-chargi
muskurata huun magar dil dard se labrez hai
aah ab khuddari-e-akbar kahan
ho ga.i vo bhi ghulam-e-arzu
husn ki tafsir bhi kuchh kijiye
ishq be-shak ik khayal-e-kham hai
har nafas minnat-kash-e-aalaam hai
zindagi shaayad isi kaa naam hai
sabr karti hi rahi be-chaargi
zulm hotaa hi rahaa mazlum par
ai ajal kuchh zindagi kaa haq bhi hai
zindagi teri amaanat hi sahi
jabr sahtaa huun magar kab tak sahun insaan huun
sabr kartaa huun magar dil sabr ke qaabil nahin
didani hai ab shikast-e-zabt ki be-chaargi
muskuraataa huun magar dil dard se labrez hai
zindagi hai chashm-e-ibrat mein abhi
kuchh nahin to aish-o-ishrat hi sahi
Ghazalग़ज़ल
juzv-o-kul kaa ham is andaaz se rishta samjhe
जुज़्व-ओ-कल का हम इस अंदाज़ से रिश्ता समझे
kis chaman ki khaak mein phulon kaa mustaqbil nahin
किस चमन की ख़ाक में फूलों का मुस्तक़बिल नहीं
yuun sang-dil hayaat se ahd-o-vafaa kiyaa
यूँ संग-दिल हयात से अहद-ओ-वफ़ा किया
ik jal-thal thi kal tak ye zamin ye dasht bhi kal tak dariyaa the
इक जल-थल थी कल तक ये ज़मीं ये दश्त भी कल तक दरिया थे
maut us bekas ki ghaayat hi sahi
मौत उस बेकस की ग़ायत ही सही
aah ai saudaa-e-khaam-e-aarzu
आह ऐ सौदा-ए-ख़ाम-ए-आरज़ू





