tahzib ki zanjir se uljha raha main bhi
tu bhi na baDha jism ke adab se aage

Alam Khursheed
Alam Khursheed
Sherशेर
See all 28 →tahzib ki zanjir se uljha raha main bhi
तहज़ीब की ज़ंजीर से उलझा रहा मैं भी
apni kahani dil men chhupa kar rakhte hain
अपनी कहानी दिल में छुपा कर रखते हैं
tabdiliyon ka nashsha mujh par chaDha hua hai
तब्दीलियों का नश्शा मुझ पर चढ़ा हुआ है
ishq men tahzib ke hain aur hi kuchh falsafe
इश्क़ में तहज़ीब के हैं और ही कुछ फ़लसफ़े
puchh rahe hain mujh se peDon ke saudagar
पूछ रहे हैं मुझ से पेड़ों के सौदागर
raat ga.e aksar dil ke viranon men
रात गए अक्सर दिल के वीरानों में
Popular Sher & Shayari
56 totalapni kahani dil men chhupa kar rakhte hain
duniya valon ko hairan nahin karte
tabdiliyon ka nashsha mujh par chaDha hua hai
kapDe badal raha huun chehra badal raha huun
ishq men tahzib ke hain aur hi kuchh falsafe
tujh se ho kar ham khafa khud se khafa rahne lage
puchh rahe hain mujh se peDon ke saudagar
ab-o-hava kaise zahrili ho jaati hai
raat ga.e aksar dil ke viranon men
ik saa.e ka aana jaana hota hai
kisi ke raste pe kaise nazrein jamaae rakkhun
abhi to karnaa mujhe hai khud intizaar meraa
tamaam rang adhure lage tire aage
so tujh ko lafz mein tasvir kartaa rahtaa huun
tahzib ki zanjir se uljhaa rahaa main bhi
tu bhi na baDhaa jism ke aadaab se aage
kisi ko DhunDte hain ham kisi ke paikar mein
kisi kaa chehra kisi se milaate rahte hain
ab kitni kaar-aamad jangal mein lag rahi hai
vo raushni jo ghar mein bekaar lag rahi thi
kabhi kabhi kitnaa nuqsaan uThaanaa paDtaa hai
airon ghairon kaa ehsaan uThaanaa paDtaa hai
Ghazalग़ज़ल
kuchh chamaktaa saa tah-e-aab nazar to aae
कुछ चमकता सा तह-ए-आब नज़र तो आए
hiraasaan huun siyaahi mein kami hoti nahin hai
हिरासाँ हूँ सियाही में कमी होती नहीं है
taariki mein zinda rahnaa ham ko nahin manzur
तारीकी में ज़िंदा रहना हम को नहीं मंज़ूर
aur ik shahr hai kyaa shahr-e-gumaan se aage
और इक शहर है क्या शहर-ए-गुमाँ से आगे
hairaan ho rahaa huun basirat ke naam par
हैरान हो रहा हूँ बसीरत के नाम पर
ab chhat pe koi chaand Tahaltaa hi nahin hai
अब छत पे कोई चाँद टहलता ही नहीं है





