main aa.ina tha chhupata kisi ko kya rahat
vo dekhta mujhe jab bhi khafa to hona tha

Ameen Rahat Chugtai
Ameen Rahat Chugtai
Sherशेर
See all 7 →main aa.ina tha chhupata kisi ko kya rahat
मैं आइना था छुपाता किसी को क्या राहत
ham ek jaan hi sahi dil to apne apne the
हम एक जाँ ही सही दिल तो अपने अपने थे
kis tarah ujDe sulagti hui yadon ke diye
किस तरह उजड़े सुलगती हुई यादों के दिए
ab anasir men tavazun DhunDne jaa.en kahan
अब अनासिर में तवाज़ुन ढूँडने जाएँ कहाँ
shor karta phir raha huun khushk patton ki tarah
शोर करता फिर रहा हूँ ख़ुश्क पत्तों की तरह
zaat ke parde se bahar aa ke bhi tanha rahun
ज़ात के पर्दे से बाहर आ के भी तन्हा रहूँ
Popular Sher & Shayari
14 totalham ek jaan hi sahi dil to apne apne the
kahin kahin se fasana juda to hona tha
kis tarah ujDe sulagti hui yadon ke diye
hamdamo dil ke qarib aao ruko aur suno
ab anasir men tavazun DhunDne jaa.en kahan
ham jise hamraz samjhe pasban nikla tira
shor karta phir raha huun khushk patton ki tarah
koi to puchhe ki shahr-e-be-khabar men kaun hai
zaat ke parde se bahar aa ke bhi tanha rahun
main agar huun ajnabi to mere ghar men kaun hai
ab anaasir mein tavaazun DhunDne jaaein kahaan
ham jise hamraaz samjhe paasbaan niklaa tiraa
main aaina thaa chhupaataa kisi ko kyaa raahat
vo dekhtaa mujhe jab bhi khafaa to honaa thaa
ham ek jaan hi sahi dil to apne apne the
kahin kahin se fasaana judaa to honaa thaa
shor kartaa phir rahaa huun khushk patton ki tarah
koi to puchhe ki shahr-e-be-khabar mein kaun hai
zaat ke parde se baahar aa ke bhi tanhaa rahun
main agar huun ajnabi to mere ghar mein kaun hai
raat ke pichhle pahar dhyaan tiraa
koi saae mein khaDaa ho jaise
Ghazalग़ज़ल
jab koi bhi khaaqaan sar-e-baam na hogaa
जब कोई भी ख़ाक़ान सर-ए-बाम न होगा
tirgi hi tirgi hai baam-o-dar mein kaun hai
तीरगी ही तीरगी है बाम-ओ-दर में कौन है
main tiri dastaras se bahut duur thaa
मैं तिरी दस्तरस से बहुत दूर था
hamin the jaan-e-bahaaraan hamin the rang-e-tarab
हमीं थे जान-ए-बहाराँ हमीं थे रंग-ए-तरब
manzil-e-shams-o-qamar se guzre
मंज़िल-ए-शम्स-ओ-क़मर से गुज़रे
mire badan se kabhi aanch is tarah aae
मिरे बदन से कभी आँच इस तरह आए





