vo marka ki aaj bhi sar ho nahin saka
main thak ke muskura diya jab ro nahin saka

Ameer Imam
Ameer Imam
Sherशेर
See all 26 →vo marka ki aaj bhi sar ho nahin saka
वो मारका कि आज भी सर हो नहीं सका
rakkhi hui hai donon ki buniyad ret par
रक्खी हुई है दोनों की बुनियाद रेत पर
kar hi kya sakti hai duniya aur tujh ko dekh kar
कर ही क्या सकती है दुनिया और तुझ को देख कर
ik ashk qahqahon se guzarta chala gaya
इक अश्क क़हक़हों से गुज़रता चला गया
abhi to aur bhi chehre tumhen pukarenge
अभी तो और भी चेहरे तुम्हें पुकारेंगे
tu ne jis baat ko iz.har-e-mohabbat samjha
तू ने जिस बात को इज़हार-ए-मोहब्बत समझा
Popular Sher & Shayari
52 totalrakkhi hui hai donon ki buniyad ret par
sahra-e-be-karan ko samundar likhenge ham
kar hi kya sakti hai duniya aur tujh ko dekh kar
dekhti ja.egi aur hairan hoti ja.egi
ik ashk qahqahon se guzarta chala gaya
ik chikh khamushi men utarti chali ga.i
abhi to aur bhi chehre tumhen pukarenge
abhi vo aur bhi chehron men muntaqil hoga
tu ne jis baat ko iz.har-e-mohabbat samjha
baat karne ko bas ik baat rakhi thi ham ne
na aabshaar na sahraa lagaa sake qimat
ham apni pyaas ko le kar dahan mein lauT aae
shahr mein saare charaaghon ki ziyaa khaamosh hai
tirgi har samt phailaa kar havaa khaamosh hai
lagi vo tujh si to aalam mein munfarid Thahri
vagarna aam si lagti agar judaa lagti
vo maarka ki aaj bhi sar ho nahin sakaa
main thak ke muskuraa diyaa jab ro nahin sakaa
apni taraf to main bhi nahin huun abhi talak
aur us taraf tamaam zamaana usi kaa hai
jo shaam hoti hai har roz haar jaataa huun
main apne jism ki parchhaaiyon se laDte hue
Ghazalग़ज़ल
koi khushi na koi ranj mustaqil hogaa
कोई ख़ुशी न कोई रंज मुस्तक़िल होगा
ham be-vafaa hain tum ho vafaa-daar khush raho
हम बे-वफ़ा हैं तुम हो वफ़ा-दार ख़ुश रहो
hai kaun kis ki zaat ke andar likheinge ham
है कौन किस की ज़ात के अंदर लिखेंगे हम
bahte dariyaaon tak aaeinge uThaa leinge tumhein
बहते दरियाओं तक आएँगे उठा लेंगे तुम्हें
rang tamaam bhar chuki subh-ba-khair zindagi
रंग तमाम भर चुकी सुब्ह-ब-ख़ैर ज़िंदगी
rudaad-e-jaan kahein jo zaraa dam mile hamein
रूदाद-ए-जाँ कहें जो ज़रा दम मिले हमें





