Sher
ishq se baaz aate ham divane kya
thi samajh ki baat ham samjhe nahin

Amir Mausavi
ishq se baaz aate ham divane kya
thi samajh ki baat ham samjhe nahin
ham khuda bhi maan lenge aap ko
aap pahle ho to jaa.en aadmi
ishq se baaz aate ham divaane kyaa
thi samajh ki baat ham samjhe nahin
ham khudaa bhi maan leinge aap ko
aap pahle ho to jaaein aadmi
ham kinaaraa kiye kinaaron se
हम किनारा किए किनारों से
khaaksaaron ke fan karaare hain
ख़ाकसारों के फ़न करारे हैं
luT jaae chaman gul kaa tabassum nahin biktaa
लुट जाए चमन गुल का तबस्सुम नहीं बिकता
ye maanaa ki hasti nahin jaavedaani
ये माना कि हस्ती नहीं जावेदानी
koi manjdhaar na dhaaraa hai khudaa khair kare
कोई मंजधार न धारा है ख़ुदा ख़ैर करे
din ko kah dein raat ham samjhe nahin
दिन को कह दें रात हम समझे नहीं