kuchh khabar hoti to main apni khabar kyuun rakhta
ye bhi ik be-khabari thi ki khabar-dar raha

Anwar Dehlvi
Anwar Dehlvi
Sherशेर
See all 27 →kuchh khabar hoti to main apni khabar kyuun rakhta
कुछ ख़बर होती तो मैं अपनी ख़बर क्यूँ रखता
miTTi kharab hai tire kuche men varna ham
मिट्टी ख़राब है तिरे कूचे में वर्ना हम
niind ka kaam garche aana hai
नींद का काम गरचे आना है
kis soch men hain aa.ine ko aap dekh kar
किस सोच में हैं आइने को आप देख कर
vo jo gardan jhuka.e baiThe hain
वो जो गर्दन झुकाए बैठे हैं
na main samjha na aap aa.e kahin se
न मैं समझा न आप आए कहीं से
Popular Sher & Shayari
54 totalmiTTi kharab hai tire kuche men varna ham
ab tak to jis zamin pe rahe asman rahe
niind ka kaam garche aana hai
meri ankhon men par nahin aati
kis soch men hain aa.ine ko aap dekh kar
meri taraf to dekhiye sarkar kya hua
vo jo gardan jhuka.e baiThe hain
hashr kya kya uTha.e baiThe hain
na main samjha na aap aa.e kahin se
pasina pochhiye apni jabin se
pheinkiye kyuun mai-e-naaqis saaqi
shaikh-saahib ki ziyaafat hi sahi
na main samjhaa na aap aae kahin se
pasina pochhiye apni jabin se
kuchh khabar hoti to main apni khabar kyuun rakhtaa
ye bhi ik be-khabari thi ki khabar-daar rahaa
sharm bhi ik tarah ki chori hai
vo badan ko churaae baiThe hain
miTTi kharaab hai tire kuche mein varna ham
ab tak to jis zamin pe rahe aasmaan rahe
surat chhupaaiye kisi surat-parast se
ham dil mein naqsh aap ki tasvir kar chuke
Ghazalग़ज़ल
hai bhi aur phir nazar nahin aati
है भी और फिर नज़र नहीं आती
yusuf-e-husn kaa husn aap kharidaar rahaa
यूसुफ़-ए-हुस्न का हुस्न आप ख़रीदार रहा
na main samjhaa na aap aae kahin se
न मैं समझा न आप आए कहीं से
ashk betaab va nigah be-baak va chashm-e-tar kharaab
अश्क बेताब व निगह बे-बाक व चश्म-ए-तर ख़राब
nazar aae kyaa mujh se faani ki surat
नज़र आए क्या मुझ से फ़ानी की सूरत
mohabbat ho to barq-e-jism-o-jaan ho
मोहब्बत हो तो बर्क़-ए-जिस्म-ओ-जाँ हो





