nichi nazron se kar diya ghayal
ab ye samjhe ki ye haya kya hai
Anwar Saharanpuri
Anwar Saharanpuri
Sherशेर
nichi nazron se kar diya ghayal
नीची नज़रों से कर दिया घायल
muqaddar se mire donon ke donon bevafa nikle
मुक़द्दर से मिरे दोनों के दोनों बेवफ़ा निकले
shayad niyaz-mand ko hasil niyaz ho
शायद नियाज़-मंद को हासिल नियाज़ हो
jalva-e-yar dekh kar tuur pe ghash hue kalim
जल्वा-ए-यार देख कर तूर पे ग़श हुए कलीम
vo taaza dastan huun marne ke baa'd un ko
वो ताज़ा दास्ताँ हूँ मरने के बा'द उन को
jab fasl-e-baharan aati hai shadab gulistan hote hain
जब फ़स्ल-ए-बहाराँ आती है शादाब गुलिस्ताँ होते हैं
Popular Sher & Shayari
12 totalmuqaddar se mire donon ke donon bevafa nikle
na umr-e-bevafa palTi na phir ja kar shabab aaya
shayad niyaz-mand ko hasil niyaz ho
hasrat se tak raha huun tiri rahguzar ko main
jalva-e-yar dekh kar tuur pe ghash hue kalim
aql-o-khirad ka kaam kya mahfil-e-husn-o-naz men
vo taaza dastan huun marne ke baa'd un ko
aa.ega yaad mera afsana zindagi ka
jab fasl-e-baharan aati hai shadab gulistan hote hain
takmil-e-junun bhi hoti hai aur chaak gareban hote hain
nichi nazron se kar diyaa ghaayal
ab ye samjhe ki ye hayaa kyaa hai
muqaddar se mire donon ke donon bevafaa nikle
na umr-e-bevafaa palTi na phir jaa kar shabaab aayaa
shaayad niyaaz-mand ko haasil niyaaz ho
hasrat se tak rahaa huun tiri rahguzar ko main
jalva-e-yaar dekh kar tuur pe ghash hue kalim
aql-o-khirad kaa kaam kyaa mahfil-e-husn-o-naaz mein
vo taaza daastaan huun marne ke baa'd un ko
aaegaa yaad meraa afsaana zindagi kaa
jab fasl-e-bahaaraan aati hai shaadaab gulistaan hote hain
takmil-e-junun bhi hoti hai aur chaak garebaan hote hain
Ghazalग़ज़ल
jab fasl-e-bahaaraan aati hai shaadaab gulistaan hote hain
जब फ़स्ल-ए-बहाराँ आती है शादाब गुलिस्ताँ होते हैं
vo parde se nikal kar saamne jab be-hijaab aayaa
वो पर्दे से निकल कर सामने जब बे-हिजाब आया
aabaad ab na hogaa mai-khaana zindagi kaa
आबाद अब न होगा मय-ख़ाना ज़िंदगी का
rangin banaa ke daaman-e-zakhm-e-jigar ko main
रंगीं बना के दामन-ए-ज़ख़्म-ए-जिगर को मैं
jalve dikhaae yaar ne apni harim-e-naaz mein
जल्वे दिखाए यार ने अपनी हरीम-ए-नाज़ में





