baDi hi karbnak thi vo pahli raat hijr ki
dobara dil men aisa dard aaj tak nahin hua

Aqeel Nomani
aqeel nomani
Sherशेर
See all 22 →baDi hi karbnak thi vo pahli raat hijr ki
बड़ी ही कर्बनाक थी वो पहली रात हिज्र की
lagta hai kahin pyaar men thoDi si kami thi
लगता है कहीं प्यार में थोड़ी सी कमी थी
kuchh der us ne dekh liya chand ki taraf
कुछ देर उस ने देख लिया चाँद की तरफ़
bas itni si baat thi us ki zulf zara lahra.i thi
बस इतनी सी बात थी उस की ज़ुल्फ़ ज़रा लहराई थी
tha zahr ko honTon se lagana hi munasib
था ज़हर को होंटों से लगाना ही मुनासिब
muskurane ki kya zarurat hai
मुस्कुराने की क्या ज़रूरत है
Popular Sher & Shayari
44 totallagta hai kahin pyaar men thoDi si kami thi
aur pyaar men thoDi si kami kam nahin hoti
kuchh der us ne dekh liya chand ki taraf
kuchh der aaj chand ko itrana chahiye
bas itni si baat thi us ki zulf zara lahra.i thi
khauf-zada har shaam ka manzar sahmi si har raat mili
tha zahr ko honTon se lagana hi munasib
varna ye miri tishna-labi kam nahin hoti
muskurane ki kya zarurat hai
aap yuun bhi udaas lagte hain
puchho zaraa ye kaun si duniyaa se aae hain
kuchh log kah rahe hain hamein koi gham nahin
anginat safinon mein diip jagmagaate hain
raat ne luTaayaa hai rang-o-nur paani par
ab sang-baariyon kaa amal sard paD gayaa
ab us taraf bhi ranj mire TuTne kaa hai
be-sabab donon mein har ek ko dilchaspi thi
aur har ek se bezaar the ham bhi tum bhi
hamein bhi vaqt ke tufaan mil kar khaa gae aakhir
har ik kashti ko mil jaataa hai saahil ham bhi kahte the
jis ko chaahaa bas usi kaa raasta takte rahe
pattharon ki justuju mein khud ko patthar kar liyaa
Ghazalग़ज़ल
ik nigaah us jaanib thoDi duur paani par
इक निगाह उस जानिब थोड़ी दूर पानी पर
gahri jhilein unche unche Tiile phuul
गहरी झीलें ऊँचे ऊँचे टीले फूल
be-khudi mein munh se jo niklaa sukhan saabit huaa
बे-ख़ुदी में मुँह से जो निकला सुख़न साबित हुआ
us ko mere afsaane mein kyaa jaane kyaa baat mili
उस को मेरे अफ़्साने में क्या जाने क्या बात मिली
aksar ye haalat hoti hai
अक्सर ये हालत होती है
tamannaaein javaan thiin ishq farmaane se pahle
तमन्नाएँ जवाँ थीं इश्क़ फ़रमाने से पहले





