bara.e-nam sahi koi mehrban to hai
hamare sar pe bhi hone ko asman to hai

Aqeel Shadab
Aqeel Shadab
Sherशेर
See all 17 →bara.e-nam sahi koi mehrban to hai
बराए-नाम सही कोई मेहरबान तो है
ye aur baat ki vo ab yahan nahin rahta
ये और बात कि वो अब यहाँ नहीं रहता
zindagi mujh ko miri nazron men sharminda na kar
ज़िंदगी मुझ को मिरी नज़रों में शर्मिंदा न कर
mujhe kisi ne suna hi nahin tavajjoh se
मुझे किसी ने सुना ही नहीं तवज्जोह से
guman hi asasa tha yaqin ka
गुमान ही असासा था यक़ीन का
tha jis pe meri zindagi ka inhisar
था जिस पे मेरी ज़िंदगी का इंहिसार
Popular Sher & Shayari
34 totalye aur baat ki vo ab yahan nahin rahta
magar ye us ka basaya hua makan to hai
zindagi mujh ko miri nazron men sharminda na kar
mar chuka hai jo bahut pahle use zinda na kar
mujhe kisi ne suna hi nahin tavajjoh se
main bad-zaban sada-e-karakht huun shayad
guman hi asasa tha yaqin ka
yaqin hi guman men nahin raha
tha jis pe meri zindagi ka inhisar
usi ka naam dhyan men nahin raha
khirad ki aag mein sadiyon jale badan lekin
dil-o-dimaagh se bu-e-munaafirat na gai
zindagi jis ke tasavvur mein basar ki ham ne
haae vo shakhs haqiqat mein kahaani niklaa
miri talaash mein hai koi aisaa lagtaa hai
kisi kaa gum-shuda 'shaadaab' rakht huun shaayad
jo apne aap se baDh kar hamaaraa apnaa thaa
use qarib se dekhaa to duur kaa niklaa
shaayad koi kami mere andar kahin pe hai
main aasmaan pe huun miraa saaya zamin pe hai
aandhiyaan sab kuchh uDaa kar le gaiin
peD par patta na phal daaman mein thaa
Ghazalग़ज़ल
mataa-o-maal na de daulat-e-tabaahi de
मताअ-ओ-माल न दे दौलत-ए-तबाही दे
mere zehn-o-dil mein fikr-o-fan mein thaa
मेरे ज़ेहन-ओ-दिल में फ़िक्र-ओ-फ़न में था
saatvein number ki surat vo bhi pur-asraar thaa
सातवें नंबर की सूरत वो भी पुर-असरार था
bujh chukaa suraj andheraa ho chukaa hai dosto
बुझ चुका सूरज अंधेरा हो चुका है दोस्तो
kabhi bantaa kabhi miTtaa huun shaayad
कभी बनता कभी मिटता हूँ शायद
us ke hote uThaa sakaa kab sar koi
उस के होते उठा सका कब सर कोई





