talkhiyan khun-e-jigar ki sha'iri men ghol kar
chand misre' laa.en hain ham bhi sunane ke liye

Arman Khan Arman
Arman Khan Arman
Sherशेर
See all 9 →talkhiyan khun-e-jigar ki sha'iri men ghol kar
तल्ख़ियाँ ख़ून-ए-जिगर की शा'इरी में घोल कर
na.e mizaj ke logon ko kis liye akhir
नए मिज़ाज के लोगों को किस लिए आख़िर
kuchh lutf is tarah hai musalsal safar ke saath
कुछ लुत्फ़ इस तरह है मुसलसल सफ़र के साथ
nazar to pher mire kaghazi badan ki taraf
नज़र तो फेर मिरे काग़ज़ी बदन की तरफ़
sar qalam kar de sitamgar dast-o-bazu kaaT de
सर क़लम कर दे सितमगर दस्त-ओ-बाज़ू काट दे
khar-zaron se marasim ke sabab phulon ko
ख़ार-ज़ारों से मरासिम के सबब फूलों को
Popular Sher & Shayari
18 totalna.e mizaj ke logon ko kis liye akhir
qadim taur-tariqon ke bas men rahna paDa
kuchh lutf is tarah hai musalsal safar ke saath
manzil bhi samne ho to rasta na paa.e dil
nazar to pher mire kaghazi badan ki taraf
abhi ye zarb-e-musalsal se tar-tar nahin
sar qalam kar de sitamgar dast-o-bazu kaaT de
be-takalluf haq-ba-janib baat honi chahiye
khar-zaron se marasim ke sabab phulon ko
dil ne chaha bhi to ruk kar nahin dekha ham ne
talkhiyaan khun-e-jigar ki shaa'iri mein ghol kar
chand misre' laaein hain ham bhi sunaane ke liye
nae mizaaj ke logon ko kis liye aakhir
qadim taur-tariqon ke bas mein rahnaa paDaa
jangal mein udaasi ke rahoge bhalaa kab tak
kuchh raah banaa kar ke nikal kyon nahin jaate
kuchh lutf is tarah hai musalsal safar ke saath
manzil bhi saamne ho to rasta na paae dil
nazar to pher mire kaaghazi badan ki taraf
abhi ye zarb-e-musalsal se taar-taar nahin
yak-lakht jal ke khaak mein milne kaa kyaa mazaa
parvaane se kaho ki vo pahle jalaae dil
Ghazalग़ज़ल
tamaam 'umr kisi pesh-o-pas mein rahnaa paDaa
तमाम 'उम्र किसी पेश-ओ-पस में रहना पड़ा
'aql-o-daanish ko yaqinan maat honi chaahiye
'अक़्ल-ओ-दानिश को यक़ीनन मात होनी चाहिए
sad bahaaron se laala-zaar hai dil
सद बहारों से लाला-ज़ार है दिल
vaqf kar di zindagi sab ne zamaane ke liye
वक़्फ़ कर दी ज़िंदगी सब ने ज़माने के लिए
pahle vo parindon ko ham-zabaan banaataa hai
पहले वो परिंदों को हम-ज़बाँ बनाता है
bichhaD ke us se agarche mujhe qaraar nahin
बिछड़ के उस से अगरचे मुझे क़रार नहीं





